Peroon ki zanjeer
Zuban per tala
Phir b khud ko sambhala…
Izat, shaan, khandan
Inhe ki thi gardaan
Phir b khud ko hai sambhala…
Dukh, dard, rona,
Tha roz ka gehana
Majbori ny dia honsla
Per phir khud ko hai sambhala…
Peroon ki zanjeer
Zuban per tala
Phir b khud ko sambhala…
Izat, shaan, khandan
Inhe ki thi gardaan
Phir b khud ko hai sambhala…
Dukh, dard, rona,
Tha roz ka gehana
Majbori ny dia honsla
Per phir khud ko hai sambhala…
Leave a comment